Thursday 6 February 2014

माननीय मुख्यमंत्री जी को सौपे जाने वाले ज्ञापन की कॉपी

सूचना:  माननीय मुख्यमंत्री जी को सौपे जाने वाले ज्ञापन की कॉपी अपलोड कर दी गयी है कृपया डाउनलोड लिंक से तीनो पेज निकाल ले. ज्ञापन की कॉपी नीचे दी हुई लिंक से भी डाउनलोड की जा सकती है..
लिंक: CM Gyapan 1 
         CM Gyapan 2


आदेशानुसार



35 comments:

  1. Sir hum logo ki jo mange thi 10 sitambar aapne poori ki lekin lagu kab ho rahi, Raghvendra lodhi gram panchayat mohad, tendukheda, dist Damoh

    ReplyDelete
  2. Sir hum logo ki jo mange thi 10 sitambar aapne poori ki lekin lagu kab ho rahi, Raghvendra lodhi gram panchayat mohad, tendukheda, dist Damoh

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. सर , जनपद पंचायत मोहन बडोदिया जिला - शाजापुर में सिर्फ २३ रोजगार सहायक को ही
    वेतन दिया गया है , शेष 63 रोजगार सहायक को अभी तक भी वेतन नहीं दिया गया है . शेष ६३ को ११ महीने हो गए है सेवा देते हुए .
    हम जन सुनवाई में भी २ बार कलेक्टर महोदय को ज्ञापन दे चुके है.

    ReplyDelete
  5. Sir hum logo ki jo mange thi 10 sitambar aapne poori ki lekin lagu kab ho rahi, suresh parihar gram panchayat gram panchayat bandiya khapa

    ReplyDelete
  6. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  7. Sir mama jit chuke ab Bhargaw ji ka wada yad dila do hamre sangthan par bhi jit ka mhol bana do

    ReplyDelete
  8. Agar galat lage to chota bhai samaj maf karna

    ReplyDelete
  9. mai brajesh kumar district bhind mp se hoo mera gram rojagar sahayak hetu abedan kiya tha jo sarpanch ne apne bete ka name anantim suchi me karva liya tha tavi mena kort ke adeshanushar use rukava diya tha ye suchi abtak jari nahi ho pai hai mahoday ji se nivedan hai ki suchi jari karvane kia kripa kare

    ReplyDelete
  10. jankari update karhe rahiye

    ReplyDelete
  11. sir ji, apko bahut hi acchi tarah se mallom h ki panchyat mantri shri, gopal bhargava ji ne ham logo ki jo shaten man li h par aj tak us par koi disiion nhi liya ,,,,,to pls sir ap logo ko itna to sochna chahiye ki , jab apni sarkar tisri bar saata ma a chuki h to ap ko hm low workers ka dard feel hona chahiye ,,,

    ReplyDelete
  12. me gram panchayat indergarh janpad narwar dist- shivpuri mp se hu

    ReplyDelete
  13. bjp ne grs ke sath chunavi khel khela hai jisme sabhi rojgar sahayko ko dhoka diya hai shivraj singh ne savit kar diya hai ki ab bo hamare liye kuchh bhi nahi karne bale balki ab grs ko 1500 ke mah se betan milegi

    ReplyDelete
  14. sir sarpanch sachiv drate he ki rozgar sahayak ko hum bhaga sakte hai sarpanch ka ladka sare kam karta hai or sachiv ke sath milakar gali se bat karta hai

    ReplyDelete
  15. sir co sarpanch se milkar bhagane ki bat karta hai kya co sarpanch rozgar sahayak ko bhaga sakate hai.

    ReplyDelete
  16. sir sachiv mujhse chay banvata hai or panchayat ka jhadu lagvata hai sabhi ko pani pilvata hai agar me nahi pilata hu to marane ko dodata hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Apna adhikar samgho bhai shab nahi to yahi hoga

      Delete
  17. sir kya lebar bajat pura nahi hoga to hum bahar ho jayege selary bhi nahi mil rahi hai sarpanch sahab ko to kuch bol nahi sakate sachiv ko bolata hu to bolata hai hamari marji hum kam karvaye ya na karvaye tu kon hota hai kam ka bolane vala.

    ReplyDelete
  18. 1.sosankarna ensan ki manviy pravrati hai ,agar GRS ka sosan horaha hai to esme nae baat kya hai.
    2.THIS TIME IS EXHAMINATION- ''LOHA TAP RAHA HAI '' HAMARE CM ESGARM-LOHE(GRS) SE MP/INDIA KI TASVIR BADLENGE . GRS/MP/.....

    ReplyDelete
  19. cm ghosdaveer hai

    ReplyDelete
  20. Jindagi sangharsh ka hi name hai! Aaj yahan adhikar magne se nahi milta chhinana seekhiye nahi to pani me koi aur ghusega maghali koi aur le jayega sochiye nahi kucch kariye brijesh gupta grs makari jp deosar distt singrauli mp

    ReplyDelete
  21. Well come to nregs all nregs karmchari sangh fram@ bkgupta

    ReplyDelete
  22. grs ka year-2014-15 ka anubandh kis mapdand se hoga.

    ReplyDelete
  23. hamare village me koi kam h nahi ho raha hai pijhale 4 year se yaha na h koi narega ka kam hota hai na k koi vikas hua hai

    ReplyDelete
  24. kyo k hamare sansad bolte hai k hamne galti k hai congres k head ko chun kar esliye hamare village ka vikas ab nahi ho sakta jab tak ye present rahege

    ReplyDelete
  25. sabhi shayak sachiv dhayan de ki ab kay hoga hamari ab kon sunega abhi se hi tay kar le

    ReplyDelete
  26. bhargavji ki kab apne vado ko amal me layege

    ReplyDelete
  27. parmarji maine mnrega side pahali bar puri padi jisse mujhe yaha lag raha hai ki hamare rojgar sayak bahut kathinai se gujar rahe hai jiske liye hame yeham kadam uthane ki jarurat hai jisse unka bhavisy surkshit ho sake apka subh chintak rojgar sayak punasa kahandwa mp

    ReplyDelete
  28. 16/11/2015 se jo dharna pradarsan hone ja raha hai wo 3din ka na hokar 15 din ka ho ya fir aanischit kaleen ho tabhi kuch hoga nahi to sarkar ko koi fark nahi padega pradeep singor mandla gp madhupuri

    ReplyDelete
  29. परमार जी आपसे निवेदन है कि hadtal 15 दिन का करवाने का निस्चित करे

    ReplyDelete
  30. hum apna gujara 5000 me kese kare in netao se puchho jo apna nasta ka bill isse adhik lagate he

    ReplyDelete
  31. Abhi karo arjent karo hum ko parmanent karo

    ReplyDelete
  32. Abhi karo arjent karo hum ko parmanent karo

    ReplyDelete
  33. मे सम्मनीय मुख्य मंत्री जी एवम पंचायत मंत्री जी से अनुरोध करता हू की हमारी इन मांगो को अवश्य पूरा करे और हमारा भविष्य उज्ज्वल बनाने मे अपनी लक्ष्मण रेखा की तरह अमिट हस्तछार से हमे जीवन भर जीवन ज्योति की तरह जीवन भर ज्योतिर्मय रहने का आशीर्वाद देवे

    ReplyDelete